


Jo SHAKS 1 bar SUBHAN ALLAH(ALLAH pak hai) kehta ha,Jannat ma uske nam ka 1 darakht laga dia jata ha.Kehty hain ke us darakht ka saya itna bara ha,K agar ARBI nasal ka ghora 500saal tak bhi dourta rahy,tab bhi uska saya khatam nhi hoga.
.

i hope ap main say koi b esa nahi hoga jo yae na chay k uskay nam k drakht jannat main lagin Make ur habit to say SUBHANALLAH & get alot of trees in ur acount.plz.
hazrat abne abas radi allah anha rwayat kartay hain k
rasool allah (Sallallaahu alaihi wa sallam)
nay frmaya
sab say pehlay janat main bolaye jany walay wo log hon gay
jo khush hali or tangdasti (dono halton ) main ALLAH sbhan wa tala kit ref kartay hain .

So friends I decided k ham yahan yae tasbeeh
SubhanAllah ( ALLAH pak hai )
(125,000 )bar parhain gay ap jab b forum pay aao to kuch na coch contribute karma ….zarori nhai k ap online any k bad hi yae tasbeeh SubhanAllah ( ALLAH pak hai ) paro ap apni roz ki namazon k bad (ya din raat main kisi waqt b parh saktay ho ) bas jitni bar ho sake parho or forum pay any k bad yahan post kar do.yae ap pay hai k ap roz kita contribute kartay ho ….Ap ko apnya say pahly anay waly member nay kitna parha hai or apna dono ka count karma hai ….jesay ager main nay ap say pahlay post ki hai or main nay 100 time parha hai ar meray bad ap nay post karma hai or ap nay 1001 time para ai to ap 100+1001=2001 likhain gay is trha ham ko pata chalta rahy ga k kitni bar yae dua parh chokay hain …..jab ham yae target pora kar lain gay to inshallah dua karain gay sab k liya ..i hope ap samjh gaye ho gain ….
duaon main yaad rakhiya ga .










