
KaaaaAAaaasH

Kaaaaaaaaash !!
Keh main ek Qalam hota,
Jab Tum likhti tanhi main,
Dil ki Baat !!
Chupke se Kaghaz per utar'ta,
Aur tere Hathon kay Lamas say,
Samjh pata teri zuban ko,
Shaam ko sur'mai andheray main,
Jab to nikaalti Almaari say,
Mera dil khushi say jhoomta,
Phir zara der talak.....
Teri ungaliyon main Qaid rehta,
Kaaaaaash !!
To mujhe umer Qaid dey dey,
Phir teri baatain khatam hotin,
To mujhe Chhor ...

News of Romantic Shayri

