Is Dil Ko Tasalli De Lena
Ghabraye Kabhi To Mat Rona
Hum Chor Chale Hain Mehfil Ko
Ek khwaab sa dekha tha humne
ek khwaab sa dekha tha humne
jab aankh khuli to toot gaya
jab aankh khuli to toot gaya
ye pyaar tumhe sapna ban kar
taRpaye kabhi to mat rona
Hum Chor Chale Hain Mehfil Ko
tum mere khayaalon mein kho kar
tum mere khayaalon mein kho kar
barbad na karna jeevan ...

News of SonGs LyRiCs