"Shaam-e Faraaq Ab Na Poch, Ahyi Aur Aha ke Tal Geyi.
Dil Tha Ke Phir Behl Geya, Jaan The Ke Phir Sambhal Gayi.
Bazam-e Kheyaal Mein Tere Husan Ki Shaam Aha Ke Jal Gayi.
DArd KA Chand Bhuj Geya. Hijer Ki Ratt Dhal Gayi.
Jo Tujhe Yaad Ker Liya, Subah Mehk Mehk Uthi.
Jab Tera Gham Jaga Liya. Raat MAchal MAchal gayi,
Dil Se Tho Her Muamla Ker ke Chale the Saaf Hum,
Kehne mein Unke Samney Baat Badal Badal Geyi.
Akhar-e Shab Ke Humsafar FAIZ Najane Kya Hoye.
Reh Gayi KIs Jaga Saba, SUbah Kidhar Nikal Gayi.